var popunder = true; හින්දි සින්දු: පළමු වරටයි මේ හදවතට වසන්තය බව දැනුනේ (Bahara - I Hate Luv Stories)

Friday, 20 May 2011

පළමු වරටයි මේ හදවතට වසන්තය බව දැනුනේ (Bahara - I Hate Luv Stories)





Ho tora saajan aayo tore des Badli badra badla saavan
Badla jag ne bhes re Tora saajan aayo tore des

 

Soyi soyi palkon pe chal ke Meri sapno ki khidki pe aa gaye
Aate jaate phir mere dil ke Inn haathon mein woh khat pakda gaya
Pyaar ka Lafzon mein rang hai pyaar ka

Bahara bahara hua dil pehli baar ve
Bahara bahara ki chain to hua faraar ve
Bahara bahara hua dil pehli pehli baar ve

Ho tora saajan aayo tore des Badli badra badla saavan
Badla jag ne bhes re Tora saajan aayo tore des

Woh kabhi dikhe zameen pe Kabhi woh chaand pe
Yeh nazar kahe usse yahan main Rakh loon baandh ke ik saans mein
Dhadkanon ke paas mein Haan paas mein ghar banaye
Haye bhoole yeh jahaan

Bahara bahara hua dil pehli baar ve
Bahara bahara ki chain to hua faraar ve
Bahara bahara hua dil pehli pehli baar ve


Reet mein tori ori sawariya Payal jaise chhanki bijuriya
Chham chham naache tan ke badariya ho
Baadaliya tu barse ghana Barse Ghana

Jo yeh badaliyan woh chhed de Toh chhalke baarishein
Woh de aahatein kareeb se Toh bole khwaishein ke aaj kal
Zindagi har ek pal Har ek pal se chaahe haye jiska dil hua

Bahara bahara hua dil pehli baar ve
Bahara bahara ki chain to hua faraar ve
Bahara bahara hua dil pehli pehli baar ve




ගායනය - ශ්‍රීයා ගෝෂාල්
සංගීතය - විශාල් ශේකර්
චිත්‍රපටය - අයි හේට් ලව් ස්ටෝරීස්
අධ්‍යක්ෂණය - පූනිත් මල්හෝත්‍රා
නිශ්පාදනය - ධර්මා ෆිල්ම්ස්/ කන් ජොහාර්, යාශ් ජොහාර්, රොනී ස්ක්‍රීව්වාලා 
රංගනය  - සෝනම් කපූර් සමඟ ඉම්රාන් ඛාන්

No comments:

Post a Comment